Indian Film History

Mera Naam Hai Chameli Lyrics

From Raja Aur Runk (1968)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:18
Mera naam hai chameli Main hu malan albeli Chali aayi main akeli bikaner se Mera naam hai chameli Main hu malan albeli Chali aayi main akeli bikaner se O daaroga baabu bolo Jara darwajja toh kholo Khadi hu main darwajje Pe badi der se Mera naam hai chameli Main hu malan albeli Chali aayi main akeli bikaner se Main baagon se chun chun Ke laayi champa ki kaliya Main baagon se chun chun Ke laayi champa ki kaliya Yeh kaliya bichhake Main saja du teri galiya Re akhiya mila mere akhiyo se Ho main phulon ki raani Main bahaaron ki saheli Mera naam hai chameli Main hu malan albeli Chali aayi main akeli bikaner se O daaroga baabu bolo Jara darwajja toh kholo Khadi hu main darwajje Pe badi der se Mera manwa aise dhadake Jaise dole naiya Mera manwa aise dhadake Jaise dole naiya O bedardi o harjaayi o baake sipaiya Re ghungata mera taine kyun khola O main aisi sharmaayi Jaise dulhan nayi naveli Mera naam hai chameli Main hu malan albeli Chali aayi main akeli bikaner se O daaroga baabu bolo Jara darwajja toh kholo Khadi hu main darwajje Pe badi der se Mera naam hai chameli Main hu malan albeli Chali aayi main akeli bikaner se.

More songs from Raja Aur Runk

Mera Naam Hai Chameli Lyrics - Raja Aur Runk (1968) | Indian Film History