Pehli Mulakat Mein Lyrics | Rajdhani

                        
                        Pahli mulakat mein
Deewana dil ho gaya
Pahli mulakat mein
Deewana dil ho gaya
Ho gaya deewana
Mastana dil ho gaya
Pahli mulakat mein
Deewana dil ho gaya
Pahli mulakat mein haye

Achi nahi hamse
Ye jora jori balma
Duniya me dekhi nahi
Aisi chori jalima
Duniya me dekhi nahi
Aisi chori jalima
Dil tha hamara
Dil tha hamara ye
Tumhara kaise ho gaya
Pahli mulakat mein
Deewana dil ho gaya
Pahli mulakat mein haye

Ho ji ho aankh mili teer chale
Ho war koi dha gaya
Ye thi mujhe yaad nahi
Kaise dil aa gaya
Ye thi mujhe yaad nahi
Kaise dil aa gaya
Itna hi yad hai
Itna hi yad hai ke
Khone wala kho gaya
Pahli mulakat mein
Deewana dil ho gaya
Pahli mulakat mein haye

Oji ho apna bhi faisla
Hamko sunaye ja
Jane wale balma
Itna bataye ja
Jane wale balma
Itna bataye ja
Koi tha shikari
Koi tha shikari wo
Shikar kaise ho gaya
Pahli mulakat mein
Deewana dil ho gaya
Ho gaya deewana
Mastana dil ho gaya
Pahli mulakat mein
Deewana dil ho gaya
Pahli mulakat mein haye.