Indian Film History

Ja Parwane Ja Ja Lyrics

From Rajputani (1946)

Duration
2:39
Ja Parwane Ja Ja Ja Parwane Ja Kahi Sama Jal Rahi Hai Kahi Sama Jal Rahi Hai Ja Re Bhawre Ja Ja Re Bhawre Ja Kahi Kali Khil Rahi Hai Kahi Kali Khil Rahi Hai Ja Parwane Ja Ja Ja Parwane Ja Pankh Kate Hai Parwane Ke Pankh Kate Hai Parwane Ke Aur Sama Hai Door Aur Sama Hai Door Jalne Ko Bechain Hai Phir Bhi Jalne Ko Bechain Hai Phir Bhi Udne Se Majbur Udne Se Majbur Ja Parwane Ja Ja Parwane Ja Kahi Hawa Chal Rahi Hai Kahi Hawa Chal Rahi Hai Ja Parwane Ja Ja Parwane Ja Ye To Sama Ki Reet Purani Ye To Sama Ki Reet Purani Jal Jal Ke Bujh Jaye Jal Jal Ke Bujh Jaye Parwane Ki Preet Diwani Parwane Ki Preet Diwani Hans Hans Pankh Jalaye Hans Hans Pankh Jalaye Gaa Diwane Ga Ga Diwane Ga Kahi Aankh Dhal Rahi Hai Kahi Aankh Dhal Rahi Hai Ja Parwane Ja.

More songs from Rajputani

Ja Parwane Ja Ja Lyrics - Rajputani (1946) | Indian Film History