Ya Meri Manzil Bata Lyrics | Rakhi

Lyricist : Rajendra Krishan
Music Director : Ravi , Ravi
Singer : Mohammed Rafi
                        
                        Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Jiske pichhe gum lage hai
Us khushi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le

De nahi sakta agar
Aaram ka ek sans bhi
De nahi sakta agar
Aaram ka ek sans bhi
Paon mere tod de
Aawargi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Jiske pichhe gum lage ho
Us khushi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le

Aankh mein aasu kaha
Ro du jo apne hal par
Aankh mein aasu kaha
Ro du jo apne hal par
Aa gayi jo apne gum par
Us hasi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Jiske pichhe gum lage ho
Us khushi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le
Ya meri manzil bata
Ya jindagi ko chhin le.