Indian Film History

Mere Dil Ne Jo Maanga Lyrics

From Rakhwala (1971)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:26
Mere dil ne jo manga mil gaya Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Mooh chupakar gaya hai andhera Mere jeevan ka aaya sawera Mooh chupakar gaya hai andhera Mere jeevan ka aaya sawera Aaj kadamon mein Jhukane laga aasamaa Aaj kadamon mei Jhukane laga aasamaa Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuch bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Dheere dheere mere sapane Ek naya rang aankho mein laaye Meethe meethe koi nagamein Dil ki veeraan vaadi mein gaaye Dekhte dekhte kaisa badala sama Dekhte dekhte kaisa badala sama Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Ye naya mod hai Zindagi ka chha raha Hai nasha bekhudi ka Ye naya mod hai Zindagi ka chha raha Hai nasha bekhudi ka Ab to phoolon mein Hoga mera aashiyaan Ab to phoolon mein Hoga mera aashiyaan Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har Tamanna tamanna jawaa.

More songs from Rakhwala

Mere Dil Ne Jo Maanga Lyrics - Rakhwala (1971) | Indian Film History