Main Toh Kab Se Teri Lyrics | Ram Nagri

                        
                        main to kab se teri sharan mein hu
main to kab se teri sharan mein hu
meri aur tu bhi to dhyan de
main to kab se teri sharan mein hu
meri aur tu bhi to dhyan de
meri aur tu bhi to dhyan de
meri aur tu bhi to dhyan de
mere man mein kyun andhkaar hai
mere man mein kyun andhkaar hai
mere ishwar mujhe gyaan de
mere man mein kyun andhakaar hai
mere ishwar mujhe gyaan de
main to kab se teri sharan mein hu

teri aarti ka deeya banu teri aarti ka deeya banu
yehi hai meri manokamana teri aarti ka deeya banu
yehi hai meri manokamana mere praan tera hi naam ne
kare man teri hi upasana kare man teri hi upasana
gungaan tera hi main karu gungaan tera hi main karu
mujhe ye lagan bhagwan de gungaan teri hi main karu

mujhe ye lagan bhagwan de main to kab se teri sharan mein hu

koi sukh ki bhor gine to kya koi sukh ki bhor gine to kya
koi dukh ki raen mile to kya koi sukh ki bhor gine to kya
koi dukh ki raen mile to kya patjhad mein bhi jo khile rahe
main wo phool banke rahu sada
patjhad mein bhi jo khile rahe main wo phool banke rahu sada
main wo phool banke rahu sada jo lute na phiki pade kabhi
jo lute na phiki pade kabhi mujhe wo madhur muskaan de
jo lute na phiki pade kabhi mujhe wo madhur muskaan de
main to kab se teri sharan mein hu meri aur tu bhi to dhyan de
mere man mein kyun andhakaar hai
mere ishwar mujhe gyaan de
main to kab se teri sharan mein hu