Indian Film History

He Chandravadan Chanda Ki Kiran Lyrics

From Ram Vivah (1949)

Lyricist
Moti
Duration
3:02
hey chandarvadan, chanda ki kiran tum kis ka chitar banati ho hey chandarvadan, chanda ki kiran tum kis ka chitar banati ho man ke bhavo ko rup rang de man hi man muskati ho hey chandarvadan, chanda ki kiran tum wo suraymukhi tum chandarmukhi aasha ka deep jalati ho jab nain mile ho suraj se kyun chand se preet lagati ho hey chandarvadan, chanda ki kiran tum jab nain mile to hraday mile jab rain huyi bechain huye wo bhi sudh budh kho baitha hai tum jisko pass bulati ho hey chandarvadan, chanda ki kiran tum tum jiski sharan wo shyam varan tum jiski sharan wo shyam varan arpan hai jispe tan man dhan arpan hai jispe tan man dhan hai man mandir me chhipa hua hai man mandir me chhipa hua tum jisko dekh lajati ho hey chandarvadan, chanda ki kiran tum kis ka chitar banati ho

More songs from Ram Vivah

He Chandravadan Chanda Ki Kiran Lyrics - Ram Vivah (1949) | Indian Film History