Indian Film History

Yeh Faasle Lyrics

From Rama Rama Kya Hai Dramaaa (2008)

Singers
Adnan Sami
Lyricist
Kumaar
Duration
4:47
ye faasle har lamha tadpaaye din mein chubhe jine na de raat mein ye karwate lekar dil so jaaye yaadein teri jaage mere saath mein main kaise bataau, tanha ji na paau tere bina o sanam, o sanam main kaise bataau, tanha ji na paau tere bina o sanam, o sanam ye faasle har lamha tadpaaye din mein chubhe jine na de raat mein mausam mere berang hai bahaare meri tere sang hai mausam mere berang hai bahaare meri tere sang hai jism khaali pada hai, jina mushkil bada hai tere bina o sanam, o sanam ye faasle har lamha tadpaaye din mein chubhe jine na de raat mein baahein teri ghar tha mera, kitna hasin safar tha mera baahein teri ghar tha mera, kitna hasin safar tha mera tu jo milati nahi thi, saans chalati nahi thi tere bina o sanam, o sanam ye faasle har lamha tadpaaye din mein chubhe jine na de raat mein wo bitein huye manjar sabhi hai thehre huye nazar mein abhi wo bitein huye manjar sabhi hai thehre huye nazar mein abhi wo tera mujhse kehna, abb nahi mujhko rehna tere bina o sanam, o sanam ye faasle har lamha tadpaaye din mein chubhe jine na de raat mein ye karwate lekar dil so jaaye yaadein teri jaage mere saath mein.

More songs from Rama Rama Kya Hai Dramaaa