Sun Balam Lyrics | Rang Rasiya

                        
                        Aa sun balam tori
Sun balam tori ankhiyan
Kare battiyan
Ankhiyan kare battiyan

Sun balam tori
Sun balam tori ankhiyan
Kare battiyan
Ankhiyan kare battiyan

Bawri samjhe hain
Bawri samjhe hain
Mohe chhde haan chhde
Ye do sakhiyan
Ankhiyan kare battiyan

Laaj ke maare
Mar mar jaaun
Mann hi mann
Tose raas rachaun
Aa ik pal mose
Nain ladaye
Duje pal dekho
Naina churaaye
Aisa khel khele
Haan khele
Ye do sakhiyan
Ankhiyan kare battiyan
 
Sun balam sun balam
Tori ankhiyan kare battiyan

Soney sajanwa
Main balihari
Dekh teri surat
Matwari
Soney sajanwa
Main balihari
Soney sajanwa
Main balihari
Bawri kar deve mohe
Chhede mohe chhede
Ye do sakhiyan
Ankhiyan kare battiyan

Sun balam
Balam sun balam
Sun balam balam.