Indian Film History

Koi Dard Hamara Lyrics

From Rangili (1952)

Duration
3:23
Koi dard hamara kya samjhe Koi haal hamara kya jaane Koi dard hamara kya samjhe Koi haal hamara kya jaane Is dil mein kya kya armaan the Wo jaan se pyara kya jaane Is dil mein kya kya armaan the Wo jaan se pyara kya jaane Koi dard hamara kya samjhe Koi haal hamara kya jaane Ek aash bandhi thi tut gayi Haye tut gayi Haye kismat humse ruth gayi Haye ruth gayi Kyu chamka tha kyu tut gaya Taqdeer ka tara kya jaane Kyu chamka tha kyu tut gaya Taqdeer ka tara kya jaane Koi dard hamara kya samjhe Koi haal hamara kya jaane Gham ki kali raate hogi raate hogi Deewaro se baate hogi baate hogi Ae darde mohabbat kya hoga Anjaam hamara kya jaane Ae darde mohabbat kya hoga Anjaam hamara kya jaane Koi dard hamara kya samjhe Koi haal hamara kya jaane Is dil mein kya kya armaan the Wo jaan se pyara kya jaane Koi dard hamara kya samjhe Koi haal hamara kya jaane.

More songs from Rangili

Koi Dard Hamara Lyrics - Rangili (1952) | Indian Film History