Indian Film History

Ye Kya Ho Gaya Dil Se Lyrics

From Rani (1952)

Singers
Moti B A
Duration
3:03
Ye kya ho gaya dil se dil mil ke chhuta Jawani ne ghera haye mohabbat ne luta Ye kya ho gaya dil se dil mil ke chhuta Jawani ne ghera haye mohabbat ne luta Wafao ke badle mili hai Jafaye mili hai jafaye Bharosa hi kya ab jo Aaye na aaye aaye na aaye Na samjha mujhe dil bada hai tu jhuta Jawani ne ghera haye mohabbat ne luta Ye kya ho gaya dil se dil mil ke chhuta Jawani ne ghera haye mohabbat ne luta Mohabbat jawa hai jawani Jawa hai jawani jawa hai Magar aaj humpe to chhai fizaa hai Chhai fizaa hai do aansu bahe hai Jawani ne ghera haye mohabbat ne luta Ye kya ho gaya dil se dil mil ke chhuta Jawani ne ghera haye mohabbat ne luta.
Ye Kya Ho Gaya Dil Se Lyrics - Rani (1952) | Indian Film History