Indian Film History

Kisne Yu Mujh Ko Lyrics

From Ranviir The Marshal (2015)

Lyricist
Dr Sagar
Duration
2:49
Kisne yun mujhko chhuan ke main Pankhon ke bin aise udane laga Chahein jahaan bhi rahoon magar kyun Jaa kar ke usse hi judne laga Oo raahon mein meri uske Paaon ke nishaan hain Manzil ki jaanib ab toh Chalna aasaan hai Dooriyaan simat ne lagi Khahishein chatakne lagi Kiska wajood hai yahaan Koi maujood hai yahaan Kisne yun mujhko chhuan ke main Pankhon ke bin aise udane laga Khushboo hawao mein Tu meri duaaon mein Hai jab se huaa hain raabta Tu hai falak pe kahin Dikhti zameen pe nahi Dhundhu main tera hi pataa Main bhi ab main na raha Khud ko ab dhundhu kahaan Main huaa laapataa Kisne yun mujhko chhuan ke main Pankhon ke bin aise udane laga.

More songs from Ranviir The Marshal

Kisne Yu Mujh Ko Lyrics - Ranviir The Marshal (2015) | Indian Film History