Man Bahak Raha Hai Lyrics | Ratnadeep

Lyricist : Gulzar
Music Director : R Kannan , R D Burman
Singer : Asha Bhosle
                        
                        man bahak raha hai baar baar shaam se
man bahak raha hai baar baar shaam se
sham ka badan bahak raha hai sham se
man bahak raha hai baar baar shaam se
sham ka badan bahak raha hai sham se
man bahak raha hai baar baar shaam se

thoda sa mahaka badan thoda sa mahaka badan
thoda sa mahaka badan thoda sa mahaka badan
thoda sa mahaka badan thoda sa mahaka badan
boli ye bansuri ye tere naam se
man bahak raha hai baar baar shaam se
sham ka badan bahak raha hai sham se
man bahak raha hai baar baar shaam se

paas hai aaj koi
paas hai aaj koi fer de laaj koi
paas hai aaj koi fer de laaj koi
ho gayi banvari pi tere naam se
man bahak raha hai baar baar shaam se
sham ka badan bahak raha hai sham se
man bahak raha hai baar baar shaam se