Indian Film History

Chamka Pasina Ban Ke Nagina Lyrics

From Resham Ki Dori (1974)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:23
Chamaka pasina banke nagina Chamaka pasina banke nagina Kali raat biti re kali teri biti Kali raat biti re kali teri biti Mehnat jiti re mehnat jiti Chamaka pasina banke nagina Kali raat biti re kali teri biti Kali raat biti re kali teri biti Mehnat jiti re mehnat jiti Gao re gao khushiyan manao Gao re gao khushiyan manao Ab humko dar kaisa Apne hatho apna nasiba Likhlo chahe jaisa Kam ka duja nam nasiba Kam se karlo preeti Chamaka pasina chamaka Pasina banke nagina Kali raat biti re kali teri biti Kali raat biti re kali teri biti Mehnat jiti re mehnat jiti Mahki hai galiya hotho pe kaliya Mahki hai galiya hotho pe kaliya Aanhko me lahko bate Ghadiya suhani bhige jawani Pyar ki ye barsate Sath diya hai samne hamara Bazi kabhi to jiti Chamaka pasina chamaka Pasina banke nagina Kali raat biti re kali teri biti Kali raat biti re kali teri biti Mehnat jiti re mehnat jiti Ab lahko ki mehnat ka fal Ab lahko ki mehnat ka fal Ek na kha payega Badhne ka mauka jine ka awsar Sabko diya jayengah Hat jaye duniya se Garibi apni hai ye niti Chamaka pasina chamaka Pasina banke nagina Kali raat biti re kali teri biti Kali raat biti re kali teri biti Mehnat jiti re mehnat jiti Mehnat jiti re mehnat jiti Mehnat jiti re mehnat jiti.

More songs from Resham Ki Dori

Chamka Pasina Ban Ke Nagina Lyrics - Resham Ki Dori (1974) | Indian Film History