Indian Film History

Aa Ri Nindiya Lyrics

From Rishte Naate (1965)

Duration
4:16
Aa re aa re aa re Aa re aa re aa ra ra ro Aa re aa re aa re Aa re aa re aa ra ra ro Aa ri nindiya ki pari Meri gudiya ko sula Chand ke palne mein Tu meri maina ko jhula Aa ri nindiya ki pari Meri gudiya ko sula Chand ke palne mein Meri maina ko jhula Aa ri nindiya ki pari Aa re aa re aa re Aa re aa re aa ra ra ro Aa re aa re aa re Aa re aa re aa ra ra ro Godi meri palna tera Dil bhi tera bichhona Godi meri palna tera Dil bhi tera bichhona Tu jo bolo ladu gagan se Taro ka hasta khilona Teri suratiya itni saloni Mausam jaise salona Aa ri nindiya ki pari Meri gudiya ko sula Aa ri nindiya ki pari Chand ke palne mein Tu meri maina ko jhula Aa ri nindiya ki pari Pyar liye palko tale Dhire dhire aana Pyar liye palko tale Dhire dhire aana Dil ki kali jage nahi Mitthe sur me gana Aankho mein tu ghul mil jana Pyar sapne lana Aa ri nindiya ki pari Meri gudiya ko sula Aa ri nindiya ki pari Chand ke palne mein Tu meri maina ko jhula Aa ri nindiya ki pari Aa re aa re aa re Aa re aa re aa ra ra ro Aa re aa re aa re Aa re aa re aa ra ra ro Aas kiran dil ki lagan Naino ka ujiyara Aas kiran dil ki lagan Naino ka ujiyara Chanda dake tujhko take Aisa mukhda pyara Sab kuch tu hi raaz dulari Tujh par jivan wara Aa ri nindiya ki pari Meri gudiya ko sula Aa ri nindiya ki pari Chand ke palne mein Tu meri maina ko jhula Aa ri nindiya ki pari.

More songs from Rishte Naate

Aa Ri Nindiya Lyrics - Rishte Naate (1965) | Indian Film History