Indian Film History

Sun Lo Meherban Mushkil Jina Yaha Lyrics

From Road No. 303 (1960)

Singers
Geeta Dutt
Music
C Arjun
Duration
3:20
sun lo meharban mushkil jina yaha aaye tum kaha aankhe ye kali kali bate nishane wali jaye na waar khali bachna dekho na aise dekho hum pe najar na feko samjho na bholi bhali bachna bijli hu jo bhi chune lage sau jhatke lage sau jhatke lage ye sun lo dil ko jara samjha do na humse atke na humse atke ye sun lo haye haye haye aankhe ye kali kali bate nishane wali jaye na waar khali bachna sun lo meharban mushkil jina yaha aaye tum kaha julfe ghata kehlaye ghata bhi aisi ghata bhi aisi ke tauba mere ishare katil ada bhi aisi ada bhi aisi ke tauba haye haye haye aankhe ye kali kali bate nishane wali jaye na waar khali bachna sun lo meharban mushkil jina yaha aaye tum kaha rehna sambhal ke rehna na phir pachhtana na phir pachhtana kahi tum kehti hu dekho dekho na mare jana na mare jana kahi tum haye haye haye aankhe ye kali kali bate nishane wali jaye na waar khali bachna dekho na aise dekho hum pe najar na feko samjho na bholi bhali bachna

More songs from Road No. 303

Sun Lo Meherban Mushkil Jina Yaha Lyrics - Road No. 303 (1960) | Indian Film History