Indian Film History

Chhal Baliya Jadu Kar Gayo Lyrics

From Rooplekha (1962)

Music
Naushad
Duration
3:23
Chhal baliya jadu kar gaya Haye kya karu Kanhaiya jadu kar gayo Haye kya karu main Haye kya karu mai Chhal baliya jadu haye haye Kanhaiya jadu kar gayo Bhar pichkari chaliya ne bhari Rang se bhar di chunriya hamari Bhar pichkari chaliya ne bhari Rang se bhar di chunriya hamari Apne hi rang me mohe rang gayo Haye kya karu mai Chhal baliya jadu haye haye Kanhaiya jadu kar gayo Man ki dagariya pag pag chalke Pag pag chalke Man ki dagariya pag pag chalke Aayi hu apne kanha se milke Milke kanhaiya daga de gayo Chal baliya jadu kar gaya Haye kya karu Haye kya karu main Chhal baliya jadu haye haye Kanhaiya jadu kar gayo Main to kisi ki laz na rakhu Murli ki dhun pe cham cham nachu Main to kisi ki laz na rakhu Murli ki dhun pe cham cham nachu Murli bajake man har gayo Haye kya karu main Chhal baliya jadu haye haye Kanhaiya jadu kar gayo.

More songs from Rooplekha