Indian Film History

Raham Na Khana Lyrics

From Roti (1942)

Lyricist
Safdar Aah
Duration
2:02
Raham Na Khana Raham Na Khana Hai Makkaar Zamana Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana Raham Na Khana Raham Na Khana Hai Makkaar Zamana Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana Jhoothaa Saadhu Pahan Ke Aaya Dayaa Dharam Ka Banaa Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana Raham Na Khana Raham Na Khana Isi Raham Ne Tumko Mitaayaa Raaj Paat Sab Apnaa Ganwaaya Isi Raham Ne Tumko Mitaayaa Raaj Paat Sab Apnaa Ganwaaya Khaan Me Poori Aan Baan Ho Daas Bane Hai Ranaa Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana Khaan Me Koi Aan Baan Ho Daas Bane Hai Ranaa Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana Raham Na Khana Raham Na Khana Hai Makkaar Zamana Hai Makkaar Zamana Dukhiya Durbal Chheen Le Roti Haath Marod Kar Chheen Le Roti Dukhiya Durbal Chheen Le Roti Haath Marod Kar Chheen Le Roti Bheekh Maangkar Jeene Se To Achha Hai Mar Janaa Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana Bheekh Maangkar Jeene Se To Achha Hai Mar Janaa Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana Raham Na Khana Raham Na Khana Hai Makkaar Zamana Hai Makkaar Zamana Raham Na Khana.

More songs from Roti

Raham Na Khana Lyrics - Roti (1942) | Indian Film History