Indian Film History

Tumhe Hum Yaad Karte Hain Lyrics

From Rukhsana (1955)

Lyricist
Tanvir Naqvi
Duration
2:51
Tumhe hum yaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Kahaan ho tum kahaan ho tum Yahi fariyaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Lutaa kar apni duniya ham Chale hain teri mehfil se Lutaa kar apni duniya ham Chale hain teri mehfil se Khushi mein jo guzara wo Zamana yaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Ummeede hain na khushiyaan hain Umangein hain na armaan hain Ummeede hain na khushiyaan hain Umangen hain na armaan hain Tumhaare gham se ab dil kaa Jahaan aabaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Kahaan ho tum kahaan ho tum Yahi fariyaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain Tumhe hum yaad karte hain.

More songs from Rukhsana

Tumhe Hum Yaad Karte Hain Lyrics - Rukhsana (1955) | Indian Film History