Yaar Bina Chain Kaha Re Lyrics | Saaheb

Lyricist : Anjaan
Music Director : Rajani Ganguly , Bappi Lahiri
Singer : S Janaki
                        
                        Yaar bina chain kaha re
Pyaar bina chain kaha re
Sona nahin chaandi nahin yaar
Toh mila are pyaar karle
Yaar toh mila are pyaar karle
Yaar bina chain kaha re
Pyaar bina chain kaha re
Sona nahin chaandi nahin yaar
Toh mila are pyaar karle

Koyi naya sapana
Nigaaho mein toh hain
Koyi naya saathi nayi
Raaho mein toh hain
Dil jo milenge takdir banegi
Zindagi ki nayi tasveer banegi
Pyaar mein yeh dil bekaraar karle
Yaar bina chain kaha re
Pyaar bina chain kaha re
Sona nahin chaandi nahin yaar
Toh mila are pyaar karle
Are pyaar karle

Yaar hame paisa nahin pyaar chaahiye
Koyi mann chaha dildaar chaahiye

Heere moti aise jaha dil naa tule
Sapano kaa koyi sansar chahiye
Yeh bhi hoga thoda intzaar karle
Yaar bina chain kaha re
Pyaar bina chain kaha re
Sona nahin chaandi nahin
Yaar toh mila are pyaar karle
Are pyaar karle

Sona nahin chaandi nahin
Yaar toh mila are pyaar karle
Are pyaar karle sona
Nahin chaandi nahin
Yaar toh mila are pyaar karle
Are pyaar karle.