Indian Film History

Nazar Jidher Jidher Jaaye Lyrics

From Saajan Ka Ghar (1994)

Duration
5:12
Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Dard jigar me hota hai aur jara aur jara hone de Khone lagi mai khwaabo mein Mujhako jara julfo tale sone de Pyaar ki raah me behake behake kadam Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Nazar jidhar jidhar jaye Udhar tu hi nazar aaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Bol teraa pyaar kesa hai, Dekh jara dekh meri aankho me Kaun tere pass rehata hai, Tu hai subah shaam meri saanso me Jindagi bhar kabhi naa juda honge ham Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Yeh mere ishk ki inteha hai sanam Nazar jidhar jidhar jaaye, Udhar tu hi nazar aaye Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye.

More songs from Saajan Ka Ghar

Nazar Jidher Jidher Jaaye Lyrics - Saajan Ka Ghar (1994) | Indian Film History