Indian Film History

Dekha Hain Pehli Baar Lyrics

From Saajan (1991)

Duration
6:14
Dekha hai pahali baar Saajan ki aankhon mein pyar Aab ja ke aaya mere Bechain dil ko karaar Dilbar tujhe milne ko Kab se tha main bekaraar Ab ja ke aaya mere Bechain dil ko karaar Dekha hai pahali baar Saajan ki aankhon mein pyar Aab ja ke aaya mere Bechain dil ko karaar Palkein jhukaun tujhe Dil mein basaau Ab bin tere main to Kahi chain na paau Palkein jhukaun Tujhe dil mein basaau Ab bin tere main to Kahi chain na paau Tu mera jigar hain Tu meri nazar hain Tu meri aarazu Tu mera hamsafar hai Dekha hai pahali baar Saajan ki aankhon mein pyar Aab ja ke aaya mere Bechain dil ko karaar Meri adaaye ye meri jawani Bas tere liye hai ye meri zindagani Meri adaaye ye meri jawani Bas tere liye hai ye meri zindagani Tu meri gazal hai tu mera tarana A teri dhadkanon pe Likh du dil ka fasana Dekha hai pahali baar Saajan ki aankhon mein pyar Dekha hai pehli baar Jaanam ki aankhon mein pyar Tab ja ke aaya mere Bechain dil ko karaar Dilbar tujhe milne ko Kab se thi main bekarar Ab ja ke aaya mere Bechain dil ko karar Dekha hai pahali baar Saajan ki aankhon mein pyar Aab ja ke aaya mere Bechain dil ko karaar.

More songs from Saajan

Dekha Hain Pehli Baar Lyrics - Saajan (1991) | Indian Film History