Indian Film History

Bakra Halaal Lyrics

From Saali Mohabbat (2024)

Duration
3:44

Billi Jaise Dhimedhime Dabe Paanv Tere Piche Bhagu

Bechi Tune Lakho Skime Padegi Sari Dhara Laagu


Tere Fevar Mein Kuch Na Hoga Tu Aajma Le

Tere Tewar Se Tu Bach Jayega Jaale Dale

Mera Ishara Hai Tu Gora Chitta Dil Se Kale

Guru Hun Tera Tune Chehara Mera Samjha Sale


Bakra Halal Ho Gaya Bada Sawal Ho Gaya

Bada Bawaal Ho Gaya Jaadu Ka Pahad Ho Gaya

Jaadu Ka Pahad Ho Gaya Ganda Rumal Ho Gaya

Bhavish Ka Taar Ho Gaya Jaanam Betaab Ho Gaya


Jaal Hai Maya Jaal Hai Kaya Chaal Mein Fas Gaya Jail Mein Paya

Dekhke Tujhko Baadh Mein Aaya Kala Tha Ye Mera Chaya

Andhera Andhera Chaya Khel Ye Mere Haath Kab Aaya

Jaal Hai Maya Jaal Hai Kaya Chaal Mein Fas Gaya Jail Mein Paya


Bade Behrupiye Hai Zindagi Ke Circus Mein

Dekho Bas Rupaiye Hai Mere Liye Focus Mein

Tu Hi Hai Duniya Sari Lattu Hoke Hawas Mein

Chillati Hai Mere Bhitar Ki Baatein Gorus Mein


Bakra Halaal Ho Gaya Bada Sawal Ho Gaya

Bada Bawal Ho Gaya Jaadu Ka Pahad Ho Gaya

Jaadu Ka Pahad Ho Gaya Ganda Rumal Ho Gaya

Bhavish Ka Taar Ho Gaya Jaanam Betaab Ho Gaya


Jaal Hai Maya Jaal Hai Kaya Chaal Mein Fas Gaya Jail Mein Paya

Dekhke Tujhko Baadh Mein Aaya Kala Tha Ye Mera Chaya

Andhera Andhera Chaya Khel Ye Mere Haath Kab Aaya

Jaal Hai Maya Jaal Hai Kaya Chaal Mein Fas Gaya Jail Mein Paya

More songs from Saali Mohabbat

Bakra Halaal Lyrics - Saali Mohabbat (2024) | Indian Film History