Indian Film History

Ram Kahe Mai Itni Jawaan Ho Gayi Lyrics

From Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)

Duration
6:32
O julm ho gaya Gajab ho gaya O kya ho gaya Ho gayi neend parayi Mori jawani gayi Badh mein bipta lekar aayi Kal jo silwaya tha joda Are kal jo silwaya tha joda Aaj vo pad gaya tand Dharji naap jo lene aaya Dekh ke rah gaya dang Rama kahe o rama kahe Mai itni jawan ho gayi O rama kahe main Itni jawan ho gayi Ache acho ki nazar Beiman ho gayi Ache acho ki nazar Beiman ho gayi O rama kahe main Itni jawan ho gayi O rama kahe main Itni jawan ho gayi Ha pehle ghar aati thi To dhoban ab aata hai dhodi Bulwata hai koi na Koi na koi kapda Ras ka lobhi Pehle ghar aati thi To dhoban ab aata hai dhodi Bulwata hai koi na Koi na koi kapda Ras ka lobhi Isi bahane misrit Bate dhale do do phere Kaha se paida ho Gaye itne chahane wale mere Badi muskil mein O badi muskil mein Nanhi si jaan ho gayi Rama kahe main Itni jawan ho gayi Ache acho ki nazar Beiman ho gayi Rama kahe main Itni jawan ho gayi Baat hai kal raat ke Meri gaiya ho gaui chori Rapat likhane gayi Mai thane ghar se dhodi dhodi Mai rapat likhati jau Fariyad hal sunati jau Mai rapat likhati jau Fariyad hal sunati jau Lekin thanedar mua Mere muh ko bit bit take Ungal se kabhi Much marode Ungali se kalam Muh mein dabe Are aah are aah aah Bola gaiya gayi to gayi Mai bans manga ke dunga Darwaje pe hathi goda Main bandwaye dunga Sari duniya ki O sari duniya ki Lambi juban ho gayi Rama kahe mainn Itni jawan ho gayi Ache acho ki Nazar beiman ho gayi Rama kahe main Itni jawan ho gayi.

More songs from Saas Bhi Kabhi Bahu Thi

Ram Kahe Mai Itni Jawaan Ho Gayi Lyrics - Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970) | Indian Film History