Indian Film History

Dekho Chal Padi Saat Bijliyaan Lyrics

From Saat Bijliyaan (1988)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
7:00
Dekho chal padi saat bijliyaan Sat bijliya sat bijliyaan Dekho chal padi saat bijliyaan Sat bijliyaan sat bijliyaan Baago mein ab ude ye banke titliyaan Banke titliyaan Sat bijliyaan sat bijliyaan Sat bijliyaan sat bijliyaan Dekho Sath hai apne sat rahega Ab ye daru insa allah Ab kya dar hain jo bhi hoga Achha hoga insa allah Ye bhi anokhi baat hain Band baza sath hain Nikli khud barat hain Wallah wallah are wallah wallah Wallah wallah are wallah wallah Botlo se peeke kamal karungi Kamal karungi kamal karungi Allah bottlo se Botlo se peeke kamal karungi Kamal karungi kamal karungi Dhamal karungi Hungama khub karungi Jitna piungi utna jiungi Are botlo se Botlo se peeke kamal karungi Kamal karungi dhamal karungi Allah bottlo se Jo mujhse lega panga Ye use to ab na chodega De dana dan lat de ghusse Uske sare dant todega Phir uski murgi si gardan marod denga Haye gardan marod denga Mai rani hu dil ki Log chidi ke gulam Hath safai dekh ke Karte hai sab salam Bawan patto ki maharani Mujhko kahte hai sabhi jani Bawan patto ki maharani Mujhko kahte hai sabhi jani Jani jani jani Parathe chahiye karate nahin Dudh chahiye sarab nahin Malai chahiye hame maal nahin Kele chahiye hame tela nahin Rukhi dedo sukhi dedo Roti dedo boti de do Gazar dedo muli dedo Aalu de do gobhi dedo Laddu de do peda de do Puri de do halwa de do De do kuchh de do Hame bukh lagi hain kuchh de do Hame bukh lagi hain kuchh de do Dekho chal padi saat bijliyaan Sat bijliyaan sat bijliyaan Dekho chal padi saat bijliyaan Sat bijliyaan sat bijliyaan.

More songs from Saat Bijliyaan

Dekho Chal Padi Saat Bijliyaan Lyrics - Saat Bijliyaan (1988) | Indian Film History