Indian Film History

Gore Jism Aur Gulabi Gaal Wali Lyrics

From Saat Pehere (1970)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
3:42
Gore jism haye haye Gore jism aur gulabi gaal wali Ladkiya ladkiya Jaan le leti hai lambe baal wali Ladkiya ladkiya La la ladkiya la la ladkiya Pyar mein deti hai dhokha Luthti hai khel mein Mujhko daroga bana do Sabko ha Sabko bhar du jail mein Sabko bhar du jail mein Mast mast haye Mast mast tedhi tedhi Chal wali ladkiya ladkiya Jaan le leti hai lambe baal wali Ladkiya ladkiya La la ladkiya la la haye ladkiya Dil sanwaro ka mila hai Zindagi sa iski Meri kismat mein likhi hai Tees ki tees ki paitis ki Tees ki paitis ki Aur mujhe haye Aur mujhe bhati hai Solha saal wali ladkiya Solha saal wali ladkiya Jaan le leti hai lambe baal wali Ladkiya ladkiya La la ladkiya la la haye ladkiya Hoth nazuk ras bhare hai Aur mehandi panv mein Hoth najuk ras bhare hai Aur mehandi panv mein Koi pariyo ki kami hai Yaaro yaaro ha Yaaro apne ganv mein Yaaro apne ganv mein Kaam ki hoti hai Kaam ki hoti hai Bas sasural wali ladkiya Jaan le leti hai lambe baal wali Ladkiya la la ladkiya la la ladkiya Gore jism aur gulabi gaal wali Ladkiya ladkiya Jaan le leti hai lambe baal wali Ladkiya ladkiya La la ladkiya la la ladkiya La la ladkiya.

More songs from Saat Pehere

Gore Jism Aur Gulabi Gaal Wali Lyrics - Saat Pehere (1970) | Indian Film History