Indian Film History

Huyi Aankh Num Lyrics

From Saathi (1991)

Lyricist
Nawab Arzoo
Duration
4:57
Huyi aankh num aur ye dil muskuraaya Huyi aankh num aur ye dil muskuraaya To saathi koi bhula yaad aaya ha Aaya saathi koi bhula yaad aaya Mohabbat ka jab bhi kahi jikrr aaya Mohabbat ka jab bhi kahi jikrr aaya To saathi koi bhula yaad aaya ha Aaya saathi koi bhula yaad aaya Kya yahi pyaar karane ka anjaam hain Dil lagaane ka ye kaisa inaam hain Dil lagaane ka ye kaisa inaam hain Hansi isako di usine rulaaya Hansi isako di usine rulaaya To saathi koi bhula yaad aaya ha Aaya saathi koi bhula yaad aaya Is tarah rasme ulfat ada kijiyein Dil kisika na toote duwa kijiyein Dil kisika na toote duwa kijiyein Kabhi reth par ghar kisine banaaya Kabhi reth par ghar kisine banaaya To saathi koi bhula yaad aaya ha Aaya saathi koi bhula yaad aaya Rooth jaatein hain banke mukkadar yahaan Chhoot jaatein hain haantho se saagar yahaan Chhoot jaatein hain haantho se saagar yahaan Kabhi sard shabanam ne koi ghar jalaayaan Kabhi sard shabanam ne koi ghar jalaayaan To saathi koi bhula yaad aaya ha Aaya saathi koi bhula yaad aaya Huyi aankh num aur ye dil muskuraaya Huyi aankh num aur ye dil muskuraaya To saathi koi bhula yaad aaya ha Aaya saathi koi bhula yaad aaya To saathi koi bhula yaad aaya ha Aaya saathi koi bhula yaad aaya.

More songs from Saathi