Zindagi Bin Pyar Ke (Male) Lyrics | Saazish

                        
                        zindagi bin pyar ke
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai
han ye chahat bahut jaruri hai
zindagi bin pyar ke
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai
han ye chahat bahut jaruri hai
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai

takdir walo ko milti hai chahat
hoti kaha hai sab pe inayat
takdir walo ko milti hai chahat
hoti kaha hai sab pe inayat
har sham kya sinduri hai
zindagi bin pyar ke
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai
han ye chahat bahut jaruri hai
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai

jab yaad aata hai guzra zamana

padta hai aankho ko aansu bahana
jab yaad aata hai guzra zamana
padta hai aankho ko aasu bahana
har raat ab benuri hai
zindagi bin pyar ke
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai
han ye chahat bahut jaruri hai
zindagi bin pyar ke
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai
han ye chahat bahut jaruri hai
zindagi bin pyar ke
adhuri hai, adhuri hai