Indian Film History

Bananewale Ne Rupaiya Gol Kyon Banaya Lyrics

From Sabse Bada Rupaiya (1955)

Lyricist
P L Santoshi
Duration
4:30
Bananewale ne Rupaiya bhaiya Gol kyon banaya Gol kyon banaya Bhaiya gol kyu banaya Are soch soch ke Budhe ho gaye Ab tak samjh na aaya Ab tak samjh na aaya Haye banane wale ne Bananewale ne Rupaiya bhaiya Gol kyon banaya ho Gol kyu banaya Ho isliye banaya Bhaiya gol rupaiya Ho isliye banaya Bhaiya gol rupaiya O ke chalta rahe ji Bhaiya chalte rahe Rupaiya chalta rahe Ji bhaiya chalta rahe Ye to apna thikana Badalta rahe O ke chalta rahe ji Bhaiya chalte rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe Rukta nahi ye lakh koi roke Rah na sake ye Kisi ka bhi hoke Kisi ka bhi hoke Jiske hatho me aaye Wo to hansta rahe Jiske hatho me aaye Wo to hansta rahe Jske hatho se jaye Wo to jalta rahe O ke chalta rahe ji Bhaiya chalte rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe Hoye banane wale Ne rupaiya bhaiya Gol kyu banaya ho Gol kyu banaya Ho isliye banaya Bhaiya gol rupaiya O ke chalta rahe ji Bhaiya chalte rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe Chal me jiski hai Jadu mere babu Chal me jiski hai Jadu mere babu Ispe nahi hai Kisi ka bhi kabu Kisi ka bhi kabu Kisi ka bhi kabu Isko dekh ke nazre Machalti rahe Isko dekh ke nazre Machalti rahe Isko dekh ke dil Haye fisalta rahe O ke chalta rahe ji Bhaiya chalte rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe Hoye banane wale Ne rupaiya bhaiya Gol kyu banaya ho Gol kyu banaya Ho isliye banaya Bhaiya gol rupaiya O ke chalta rahe ji Bhaiya chalte rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Ye to apna thikana Badalta rahe O ke chalta rahe ji Bhaiya chalte rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe ji Bhaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe Rupaiya chalta rahe Rupaiya chalta Rahe chalta rahe Chalta rahe chalta Rahe chalta rahe.

More songs from Sabse Bada Rupaiya

Bananewale Ne Rupaiya Gol Kyon Banaya Lyrics - Sabse Bada Rupaiya (1955) | Indian Film History