Indian Film History

Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho Lyrics

From Sachaa Jhutha (1970)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:07
Yun hi tum mujhse baat karti ho Yun hi tum mujhse baat karti ho Yun hi tum mujhse baat karti ho Ya koyi pyaar kaa iraada hai Adaye dil ki janata hi nahi Adaye dil ki janata hi nahi Mera hamdam bhi kitna sada hai Yun hi tum mujhse baat karti ho Roj aati ho tum khayaalo me Roj aati ho tum khayaalo me Zindagi mein bhi meri aa jaao Bit jaaye naa yeh sawaalo mein Iss jawaani pe kuchh taras khaao Halaye dil samajo sanam Halaye dil samajo sanam Kahenge munh se naa ham Hamaari bhi koyi maryaada hai Adaye dil ki janata hi nahi Mera hamdam bhi kitna sada hai Yun hi tum mujhse baat karti ho Bholepan mein hain Wafa ki khushboo Bholepan mein hain Wafa ki khushboo tujhape Sab kuchh naa kyo lutaau main Mera betaab dil yeh kehta hai Tere saaye se lipat jaau mai Mujhse mel tera Mujhse mel tera naa ho ek khel tera Yeh karam mujhpe kuchh jyaada hai Yun hi tum mujhse baat karti ho Adaye dil ki janata hi nahi Mera hamdam bhi kitna sada hai Ban gayi ho meri sada ke liye Ban gayi ho meri sada ke liye Ya mujhe yun hi tum banaati ho Kahi baaho me naa bhar lu tum ko Kyo mere hausale badhaati ho Hausale aur karo Hausale aur karo paas aate naa daro Dil naa todenge apna waada hai Yun hi tum mujhse baat karti ho Adaye dil ki janata hi nahi Mera hamdam bhi kitna sada hai Yun hi tum mujhse baat karti ho.

More songs from Sachaa Jhutha

Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho Lyrics - Sachaa Jhutha (1970) | Indian Film History