Indian Film History

Kabhi Yaad Kar Ke Lyrics

From Safar (1946)

Duration
3:11
Kabhi Yaad Kar Ke Gali Par Kar Ke Chali Aana Hamare Angana Chali Aana Hamare Angana Raja Mere Man Ke Teri Rani Ban Ke Chali Aau Tumhare Angana Chali Aau Tumhare Angana Nata Laga Ke Ab Munh Na Modna Nata Laga Ke Ab Munh Na Modna Chadti Jawani Mein Wada Na Todna Ab Munh Na Modna Rani Ru Dhu Ke Rani Kabhi Ru Dhu Ke Chali Aana Hamare Angana Chali Aana Hamare Angana Kabhi Yaad Kar Ke Gali Par Kar Ke Chali Aana Hamare Angana Chali Aana Hamare Angana Teri Hi Khatir To Nikli Hu Ghar Se Teri Hi Khatir To Nikli Hu Ghar Se Ad Dur Na Hona Meri Nazar Se Nikli Hu Ghar Se Apna Ghar Jaan Ke Ban Than Ke Chali Aau Tumhare Angana Chali Aau Tumhare Angana Raja Mere Man Ke Teri Rani Ban Ke Chali Aau Tumhare Angana Chali Aau Tumhare Angana Andhiyari Raat Mein Main Hoon Kinare Andhiyari Raat Mein Main Hoon Kinare Ghar Mera Suna Tumko Pukare Main Hoon Kinare Ghadi Gin Gin Ke Zara Ban Than Ke Chali Aana Hamare Angana Chali Aana Hamare Angana Kabhi Yaad Kar Ke Gali Par Kar Ke Chali Aana Hamare Angana Chali Aana Hamare Angana Aaungi Rashte Mein Der Na Karungi Aaungi Rashte Mein Der Na Karungi Mala Pahnaungi Pihu Bharungi Der Na Karungi Bad Din Than Ke Tumhe Saiya Maan Ke Chali Aau Tumhare Angana Chali Aau Tumhare Angana Raja Mere Man Ke Teri Rani Ban Ke Chali Aau Tumhare Angana Chali Aau Tumhare Angana.

More songs from Safar