Indian Film History

Billi Bajaye Baja Lyrics

From Sahara (1958)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
3:05
Nahin Mujhe Tumhaare Khilaune Nahin Khelne Hai Atkan Matkan Dahi Chatokan Gussa Thook De Gussa Kadwi Kadwi Baat Pilana Maiyya Se Nahin Gaal Phulana Tu Mera Beta Main Teri Maiyya Hanste Hanste Kishan Kanhaiyya Tili Lilil Lilil Lili Lili Lili Lili Billi Bajaye Baja Gaaye Chuhon Ka Raja Naache Bandariya Lehanga Daal Ke Billi Bajaye Baja Gaaye Chuhon Ka Raja Naache Bandariya Lehanga Daal Ke Totaa Nachaaye Maina Seeti Bajaye Maina Nakhre Dikhaaye Re Kamaal Ke Billi Bajaye Baja Gaaye Chuhon Ka Raja Naache Bandariya Lehanga Daal Ke Pahle Dhamkaya Kahe Kan Marod Ke Badi Aayi Mujhko Lalaane Ab Daud Ke Pahle Dhamkaya Kahe Kan Marod Ke Badi Aayi Mujhko Lalane Ab Daud Ke Teri Meri Meri Teri Aaj Se Hai Katt Hatt Main Bhi Hoon Gusse Wala Kar Doon Gadbad Ghotala Haath Uthana Ji Sambhal Ke Billi Bajaaye Baja Gaaye Chuhon Ka Raja Naache Bandariya Lehanga Daal Ke Pyaar Ki Hai Maar Betaa Tu Nahin Janta Maiyya Ka Kaha Koi Buraa Nahin Manta Pyaar Ki Hai Maar Beta Tu Nahin Janta Maiyya Ka Kaha Koi Buraa Nahin Manta Aajaa Aajaa Mere Raaja God Mein Tu Jhatpat Choomoongi Gaal Tore Chandaa Ke Gore Gore Jaaungi Sadke Apne Laal Ke Billi Bajaye Baja Gaaye Chuhon Ka Raja Naache Bandariya Lehanga Daal Ke Totaa Nachaaye Maina Seeti Bajaye Maina Nakhre Dikhaye Re Kamaal Ke.

More songs from Sahara

Billi Bajaye Baja Lyrics - Sahara (1958) | Indian Film History