Indian Film History

Bhanwara Bada Nadan Haay Lyrics

From Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)

Singers
Geeta Dutt
Duration
4:12
Bhanwara baada nadan haay, bagiyan kaa mehumaan haay bagiya bagiyan kaa mehumaan haay Phir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa Kaliya kee muskaan haay Bhanwara baada nadan haay Bagiya kaa mehumaan haay Phir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa Kaliya kee muskaan haay Bhanwara baa nadan Kabhee udd jaaye kabhee mandalaaye, bhed jiya ke khole naa Kabhee udd jaaye kabhee mandalaaye, bhed jiya ke khole naa Saamane aaye naina milaaye, mukh dekhe kuchh bole naa Vo mukh dekhe kuchh bole naa Bhanwara baada nadan haay Aakhiyo me rach ke chale bach bach ke, jaise ho koyee begaana Aakhiyo me rach ke chale bach bach ke, jaise ho koyee begaana Rahe sang dil ke mile nahee mil ke, ban ke rahe woh anjaana Ho ban ke rahe woh anjaana Bhanwara baada nadan haay Koyee jab roke koyee jab toke, gungun karata bhaage re Koyee jab roke koyee jab toke, gungun karata bhaage re Naa kuchh puchhe naa kuchh buje, kaisa anaadee laage re Vo kaisa anaadee laage re Bhanwara baada nadan haay, bagiya kaa mehumaan haay Phir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa Kaliya kee muskaan haay Bhanwara baada nadan haay.

More songs from Sahib Bibi Aur Ghulam

Bhanwara Bada Nadan Haay Lyrics - Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) | Indian Film History