Indian Film History

Humko Huwa Hai Pyaar Lyrics

From Sainik (1993)

Duration
4:38
Humko huwa hai pyaar Bataao hum kya kare Are humko huwa hai Pyaar bataao hum kya kare Abb jeena huwa dushvaar Baatao hum kya kare Humko huwa hai pyaar Bataao hum kya kare Abb jeena huwa dushvaar Baatao hum kya kare Are humko huwa hai pyaar Bataao hum kya kare Humane tumhe dekha Sanam dil divaana ho gaya Aankh ladi baat badhi Chain kahi kho gaya Humane tumhe dekha Sanam dil divaana ho gaya Aankh ladi baat badhi Chain kahi kho gaya Humko mohabbat mein Mili itani bekaraariya Abb toh sahi jaaye Nahi thodi si bhi duriya Are naina huye hain chaar Bataao hum kya kare Humko huwa hai pyaar Bataao hum kya kare Abb jeena huwa dushvaar Baatao hum kya kare Humko huwa hai pyaar Bataao hum kya kare Koyi yaha kuchh bhi kahe Hum nahi maanenge Darde jigar kya hai Sanam log nahi jaanenge Haa koyi yaha kuchh bhi kahe Hum nahi maanenge Darde jigar kya hai sanam Log nahi jaanenge Saara jahaan bhul gaye Hum deewanepan mein Humne basaaya hai Tumhe dilruba darpan mein Lo humane kiya ikaraar Bataao hum kya kare Humko huwa hai pyaar Bataao hum kya kare Abb jeena huwa dushvaar Baatao hum kya kare Humko huwa hai pyaar Bataao hum kya kare Abb jeena huwa dushvaar Baatao hum kya kare Are humko huwa hai Pyaar bataao hum kya kare.

More songs from Sainik

Humko Huwa Hai Pyaar Lyrics - Sainik (1993) | Indian Film History