Indian Film History

Sajan Ke Paas Chali Sajni Lyrics

From Sajani (1956)

Duration
3:25
Kan pujan ka thal hai Man pujan ka phul Sajan milan ko ja rahi Sajni sab dukh bhul Sajan ke pas chali sajni Milan ki rajni aa gayi Milan ki rajni aa gayi Sajan ke pas chali sajni Milan ki rajni aa gayi Milan ki rajni aa gayi Dhan inderdanush tan sohe Darpan me rup man mohe Dhan inderdanush tan sohe Darpan me rup man mohe Nas dit sangar sabara Sakhi naino ko bha gayi Milan ki rajni aa gayi Sajan ke pas chali sajni Sajan ke pas chali sajni Kahi bajti milan basuriya Kahi bajti milan basuriya Mera jiya kahe piya piya piya Mera jiya kahe piya piya piya Mere man me ras ki gagariya Barsi si bha gayi Milan ki rajni aa gayi Sajan ke pas chali sajni Sajan ke pas chali sajni Ban chitwan chand chakori Ban chitwan chand chakori Tum daro kiran ki dori Tum daro kiran ki dori Mai nabzo ke path phele Agan ke rath me aa rahi Milan ki rajni aa gayi Sajan ke pas chali sajni Milan ki rajni aa gayi Milan ki rajni aa gayi Sajan ke pas chali sajni Sajan ke pas chali sajni Sajan ke pas chali sajni Sajan ke pas chali sajni.

More songs from Sajani

Sajan Ke Paas Chali Sajni Lyrics - Sajani (1956) | Indian Film History