Indian Film History

Tum Jo Aao To Pyar Aa Jaye Lyrics

From Sakhi Robin (1962)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
4:15
Tum jo aao to pyar aa jaye Zindagi mein bahar aa jaye Tum jo aao to pyar aa jaye Zindagi mein bahar aa jaye Kya kahu tumse kah nahi sakta Dil tumhare bina rah nahi sakta Kya kahu tumse kah nahi sakta Dil tumhare bin rah nahi sakta Tu ager ek bar aa jaye Zindagi mein bahar aa jaye Tum jo aao to pyar aa jaye Zindagi mein bahar aa jaye Dil pe mujhko to aitbar nahi Ye wo saye hai jise karar nahi Dil pe mujhko to aitbar nahi Ye wo saye hai jise karar nahi Tum jo aao to pyar aa jaye Zindagi mein bahar aa jaye Tum jo aao to pyar aa jaye Zindagi mein bahar aa jaye Jab tamnna sabab par aaye Har taraf ek khumar sa chhaye Jab tamnna sabab par aaye Har taraf ek khumar sa chhaye Rahe kismat ko yaad jaye Zindagi mein bahar aa jaye Tum jo aao to pyar aa jaye Zindagi mein bahar aa jaye.

More songs from Sakhi Robin

Tum Jo Aao To Pyar Aa Jaye Lyrics - Sakhi Robin (1962) | Indian Film History