Indian Film History

Ruth Kar Tum Bhala Yu Kaha Lyrics

From Samay Bada Balwan (1969)

Lyricist
D N Madhok
Duration
3:34
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge ruth kar tum bhala yu kaha jaoge yaad tadpayegi tum chale aaoge ruth kar tum bhala yu kaha jaoge banke dhadkan mai dil me utar jaaungi aap tadpungi aur tumko tadpaungi sham ho ya sahar tum na kal paoge yaad tadpayegi tum chale aaoge ruth kar tum bhala yu kaha jaoge chhodkar is tarah mujhko jaaoge tum yaad rakhna bahut dukh uthaaoge tum mai nahi vo jise tum bhula paaoge yaad tadpayegi tum chale aaoge ruth kar tum bhala yu kaha jaoge.

More songs from Samay Bada Balwan

Ruth Kar Tum Bhala Yu Kaha Lyrics - Samay Bada Balwan (1969) | Indian Film History