Us Din Mujhko Bhool Na Jana, Jis Din Mujhse Jee Bhar Jaaye Lyrics | Samundar

                        us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye

hum dono ye kasam utha le, jo bhule bas wo mar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
kaun kisi ko chhod raha hai, kaun ye wada tod raha hai
khun ke badle ab nas nas me, pyar tumhara daud raha hai
ye to sach ho par ye na ho, tu dunia se dar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
jab se hamne pyar kiya hai, tab se tujhe aisa lagta hai
ho teri bate tu hi jane, mujhko to aisa lagta hai
babul ka ghar chhod ke gori, jaise sajan ke ghar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
kuch to ye dil diwana hai, kuch mausam bhi mastana hai
baki bate fir kar lena, achha mujhko ab jana hai
jo jaye jane se pahle, aane ka wada kar jaye
hum dono ye kasam uthale, bas wo mar jaye