Ishq Mein Mere Rabba Lyrics | Sanam

                        Ishq Mein Mere Rabba
Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jaata

Tujhse Pyaar Na Karta Toh Shayad Main Mar Jaata

Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jaati
Tujhse Pyaar Na Karati Toh Shayad Main Mar Jaati

Tere Liye Pagal Deewane Main Kitani Deewaani Thi
Tujhko Apna Maan Liya Tha Duniya Se Begaani Thi

Main Toh Tha Ik Kora Kaagaj Tu Meri Prem Kahaani Thi
Saanson Mein Teri Pyaas Jhuki Thi Tu Meri Jindgaani Thi
Tere Bin Jina Nahi
Tere Bin Jina Nahi
Ishq Mein Mere Rabba
Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jaata
Tujhse Pyaar Na Karta Toh Shaayad Main Mar Jaata

Kaise Bataau Bin Tere Meri Kaise Raat Gujarti Thi
Khaabon Mein Khoyi Rehati Thi Khud Se Baatein Karati Thi
Tere Siwa Mere Honthon Pe Aur Kisi Ka Naam Na Tha
Ik Bechaini Si Rehati Thi Mujhko Kahin Aaraam Na Tha
Tu Hai Jahaan Main Hoon Wahin
Tu Hai Jahaan Main Hoon Wahin
Ishq Mein Mere Rabba
Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jaata
Tujhse Pyaar Na Karta Toh Shayad Main Mar Jaata
Tujhse Pyaar Na Karta Toh Shayad Main Mar Jaata

Ishq Mein Mere Rabba
Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jaati
Tujhse Pyaar Na Karati Toh Shayad Main Mar Jaati
Tujhse Pyaar Na Karati Toh Shayad Main Mar Jaati.