Indian Film History

Mere Daddy Jaise Lyrics

From Sangam Ho Ke Rahega (1994)

Singers
Abhijeet
Duration
4:57
Mere daddy jaise sabke ho daddy Jo bete ko samje yaar Mere daddy jaise sabke ho daddy Jo bete ko samje yaar Is se badhke kyaa hoga pyaar Is se badhke kyaa hoga pyaar Mere daddy jaise sabke ho daddy Jo bete ko samje yaar Is se badhke kyaa hoga pyaar Is se badhke kyaa hoga pyaar Tumne humko padhaya likhaya Hame jeene ke kaabil banaya Tumne humko padhaya likhaya Hame jeene ke kaabil banaya Ham na bhulenga ehsaan tumhara Tumne khushiyo se jivan sajaya Maa ko to dekha nahi Tumse paaya maa ka dulhaara Mere daddy jaise sabke ho daddy Jo bete ko samje yaar Is se badhke kyaa hoga pyaar Is se badhke kyaa hoga pyaar Jhula tumne jhulaya bachpan mein Tumhi saadi ka sehra sajana Jhula tumne jhulaya bachpan mein Tumhi saadi ka sehra sajana Jaldi tumko ban dunga dada Mere bachhe ko bhi tum khilana Apni masum meethi hasi se Unka jivan tum pe na sawaar Mere daddy jaise sabke ho daddy Jo bete ko samje yaar Mere daddy jaise sabke ho daddy Jo bete ko samje yaar Is se badhke kyaa hoga pyaar Is se badhke kyaa hoga pyaar.

More songs from Sangam Ho Ke Rahega

Mere Daddy Jaise Lyrics - Sangam Ho Ke Rahega (1994) | Indian Film History