Indian Film History

Badali Badali Duniya Hai Meri Lyrics

From Sangeet Samrat Tansen (1962)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:10
Badali badali duniya hai meri Badali badali duniya hai meri Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa Badali badali duniya hai meri Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa Ban ke kajraa ankhiyo mai raha Ek sudar sapna bachpan kaa Ban ke kajraa ankhiyo mai raha Ek sudar sapna bachpan kaa Badali badali duniya hai meri Kahati thi sada dil ki dhadkan Kahati thi sada dil ki dhadkan Tu baith bichhaake apane nayan Sachchi hai agar ye teri lagan Laut aaeyga saathi jivan kaa Badali badali duniya hai meri Is raat ko chaand tale ye milan Is raat ko chaand tale ye milan Chup dekh raha hai nil gagan Dauhrayega ye mad mast pawan Sagit hamaari dhadkan kaa Badali badali duniya hai meri Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa Badali badali duniya hai meri.

More songs from Sangeet Samrat Tansen

Badali Badali Duniya Hai Meri Lyrics - Sangeet Samrat Tansen (1962) | Indian Film History