Indian Film History

Kahte Hain Chand Jisko Lyrics

From Sanjog (1961)

Duration
4:54
Kehte hain chaand jissko Tumse nahin woh pyaaraa Dekhe usse ye duniyaa Mujhko nahin gawaaraa Kehte hain chaand jissko Tumse nahin woh pyaaraa Dekhe usse ye duniyaa Mujhko nahin gawaaraa Nazrein jo tum utthaao Har cheez muskuraaye Palkein jo tum jhukaao Taaron ko neend aaye Nazrein jo tum utthaao Har cheez muskuraaye Palkein jo tum jhukaao Taaron ko neend aaye Duniyaa bhi saath doley Dhadke jo dil tumhaaraa Kehte hain chaand jissko Tumse nahin woh pyaaraa Ek baat tumse puchhoon Tum kaun ho hamaare Dil mein samaa rahe ho Hum kaun hain tumhaare Ek baat tumse puchhoon Tum kaun ho hamaare Dil mein samaa rahe ho Hum kaun hain tumhaare Kar do na muskuraake Halkaa saa ik ishaaraa Kehthe hain chaand jissko Tumse nahin woh pyaaraa Saathi agar haseen ho Kyaa baat phir safar ki Manzil udhar ko aayee Tumne jidhar nazar kee Saathi agar haseen ho Kyaa baat phir safar ki Manzil udhar ko aayee Tumne jidhar nazar kee Dil jab bhi dagmagaayaa Tum ban gaye sahaaraa Kehte hain chaand jissko Tumse nahin woh pyaaraa Kehte hain chaand jissko Tumse nahin woh pyaaraa Dekhe usse ye duniyaa Mujhko nahin gawaaraa Mujhko nahin gawaaraa.

More songs from Sanjog