Indian Film History

Jaan Bachi So Laakho Paaye Lyrics

From Sanjog (1943)

Music
Naushad
Lyricist
D N Madhok
Duration
3:56
jaan bachi jaan bachi so lakho paye lotke budhu ghar ko aaye jaan bachi so lakho paye bhali huyi jo sach se chhute nahi to aye maharaj bhali huyi jo sach se chhute nahi to aye maharaj hum rote aur ghuman ghuman jel ki chakki aaj hum rote aur ghuman ghuman jel ki chakki aaj aisi khatir bhahad me jaye jaan bachi so lakho paye jaan bachi jaan bachi so lakho paye lotke budhu ghar ko aaye jaan bachi so lakho paye shan se pitate jute khakar wahi jo rahte aaj shan se pitate jute khakar wahi jo rahte aaj aakhir ulfat rang hi lati beda hota par aakhir ulfat rang hi lati beda hota par murakh hai jo ab pachhtaye jaan bachi so lakho paye jaan bachi jaan bachi so lakho paye lotke budhu ghar ko aaye jaan bachi so lakho paye banke aashiq jeb hai khali roti ko mohtaj banke aashiq jeb hai khali roti ko mohtaj wahi masal hai gangba teli pap na dekhe raz wahi masal hai gangba teli pap na dekhe raz aankh khuli to jute khaye jaan bachi so lakho paye

More songs from Sanjog

Jaan Bachi So Laakho Paaye Lyrics - Sanjog (1943) | Indian Film History