Indian Film History

Dhundata Hai Tu Kiska Sahara Lyrics

From Sankalp (1974)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
5:32
Tuhi sagar Tuhi sagar hai tu hi kinara Dhundata hai tu kiska sahara Dhundata hai tu kiska sahara Uska saya hai tu uska darpan Tere sine me hai uski dhadkan Uska saya hai tu uska darpan Tere sine me hai uski dhadkan Teri aankho me uska ishara Dhundata hai tu kiska sahara Dhundata hai tu kiska sahara Paap kya punay hai kya ye bhula de Karam kar phal ki chinta mita de Paap kya punay hai kya ye bhula de Karam kar phal ki chinta mita de Ye parikashya hogi dubara Dhundata hai tu kiska sahara Dhundata hai tu kiska sahara Tuhi sagar Tu hi sagar hai tu hi kinara Dhundata hai tu kiska sahara Dhundata hai tu kiska sahara.

More songs from Sankalp

Dhundata Hai Tu Kiska Sahara Lyrics - Sankalp (1974) | Indian Film History