Indian Film History

Koi Bechara Lyrics

From Sannata (1966)

Lyricist
Gulzar
Duration
2:47
Koi bechara Koi bechara dil ko khokar Khoj raha hai chahat ka mara Koi bechara Jaise jaise bund bund chand gulega Ankhiyo mein ek aur khawab gulega Roshani ki dur dur dhul udhegi Dhire dhire raat ka ye Raaz khulega Ek deewana jaag raha hai Sapno ka mara, koi bechara Mat ja ho shishe se Paon na katt jaye Mat ja ho shishe se Paon na katt jaye Jara raho se kanch utta lu Bairi chandani ki pyas bhuja lu Mat ja ho shishe se Panv na katt jaye Jhuk gayi aankh to Salam kiya hoga Dil ne sayad hans ke Tera naam liya hoga Tera naam liya hoga Kal kya hoga aaj na jane Rahi banjara, koi bechara Koi bechara dil ko khokar Khoj raha hai chahat ka mara Koi bechara.

More songs from Sannata

Koi Bechara Lyrics - Sannata (1966) | Indian Film History