Indian Film History

Kya Maar Sakegi Maut Use Lyrics

From Sanyasi (1975)

Singers
Manna Dey
Lyricist
Indeevar
Duration
4:50
Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Balapan vidya ke liye hai Bhog ke liye jawani hai Balapan vidya ke liye hai Bhog ke liye jawani hai Jog ke liye budapa hai Ye jag ki reet purani hai Hai karm yog hi yog bada Yahi sachayi yahi geeta hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Hona hota hai jinko amar Wo log to marte hi aaye Hona hota hai jinko amar Wo log to marte hi aaye Oro ke liye jiwan apna balidan Wo karte hi aaye Dharti ko diye jisne badal Wo sagar kabhi na reeta hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Jisne wish piya bana sankar Jisne wish piya bani meera Jisne wish piya bana sankar Jisne wish piya bani meera Jo cheda gaya ban moti Jo kata gaya bana heera Wo nar hai to hai ram Wo nari hai to sita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use Oro ke liye jo jita hai Milta hai jaha ka pyar use Oro ke jo ansu pita hai Kya mar sakegi maut use.

More songs from Sanyasi

Kya Maar Sakegi Maut Use Lyrics - Sanyasi (1975) | Indian Film History