Parcha Mohabbat Ka Lyrics | Sarkari Mehman

                        
                        Parcha mohabbat
Ka dede re babu
Bachungi sari umariya
Parcha mohabbat
Ka dede re babu
Bachungi sari umariya
Jalti hai jalne de nagariya
Jalti hai jalne de nagariya
Tu hi to mora sawariya
Parcha mohabbat
Ka dede re babu
Bachungi sari umariya

Aaye na chaina ho
Aaye na chaina
Din ho ke raina
Nas nas me agni lagi hai
Jadu kiya hai kaisa ye tune
Ke manwa me johra jabi hai
Chahe kasam lele bedarda
Chahe kasam lele bedarda
Lagi hai tose najariya
Parcha mohabbat
Ka dede re babu
Bachungi sari umariya

Dilbar bhi khali
Dilbar bhi khali kagaj rahe na
Likhio khacha bhar bhar ke
Peeti rahu mai prem pyala
Ke dijlo laba lab bhar ke
Pyasi mai janmo ki o mitwa
Pyasi mai janmo ki o mitwa
Kijo na koi asariya
Parcha mohabbat
Ka dede re babu
Bachungi sari umariya
Jalti hai jalne de nagariya
Jalti hai jalne de nagariya
Tu hi to mora sawariya
Parcha mohabbat
Ka dede re babu
Bachungi sari umariya.