Indian Film History

Sun Sun Re Zara Insan Lyrics

From Sati Ansuya (1956)

Music
Shivram
Lyricist
Bharat Vyas
Duration
3:21
Sun sun re zara insan Sun sun re zara insan Ho sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan Baate banata kyu badh badh ke Chalta kyu akad akad ke Chalta kyu akad akad ke Kon bachane aayega Jab le jayega kaal pakad ke Jab le jayega kaal pakad ke Are kitna badh le Kitna badh le Kitna bhi chad le Manjil hai teri madaan O sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan Niche hai dharti Upar hai aasman Chalti hai duniya ka chaki Chalti hai duniya ka chaki Iske do bade pato ke bich me Koi bacha na baki Koi bacha na baki Are tu to kya chees hai Tu to kya chees Yaha ravan se raja ka Baki raha na nishan O sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan Bade bade papi aaye the jinke Sara jagat tharaya Sara jagat tharaya Ek din aise gire muh ke bal Char kando ne unko uthaya Char kando ne unko uthaya Are auro ki kutiya Auro ki kutiya jalayega to Jal jayega tera makan Sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan.

More songs from Sati Ansuya

Sun Sun Re Zara Insan Lyrics - Sati Ansuya (1956) | Indian Film History