Indian Film History

Jaiyo Na Jamna Pe Akeli Tum Raadha Lyrics

From Sati Naari (1965)

Music
Shivram
Duration
3:44
Jaiyyo na jaiyyo na jaiyyo na Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Waha kanha fase Waha kanha fase Machli bina kata dor ke Bina kata dor ke Bina kata dor ke Jaiyyo na jaiyyo na jaiyyo na Kahi na suni to gaiya Pakad ke tham le Aanhko se sauda Kare hotho se dam le Hotho se dam le Hotho se dam le Hotho se dam le Gajre ke phool tumhe Gajre ke phool tumhe Jor jor ke jor jor ke Jor jor ke Jaiyyo na jaiyyo na jaiyyo na Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Waha kanha fase Waha kanha fase Machli bina kata dor ke Bina kata dor ke Bina kata dor ke Are re re jaiyyo na Jaiyyo na jaiyyo na Mithe man ki hundi mangi Byaz me wo pyar re Tan man bhi deke Chuke na uska udhar re Na uska udhar re Na uska udhar re Na uska udhar re Bite umariya Bite umar aasu jod jod ke Jod jod ke jod jod ke Jaiyyo na jaiyyo na jaiyyo na Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Waha kanha fase Waha kanha fase Machli bina kata dor ke Bina kata dor ke Bina kata dor ke Are re re jaiyyo na Jaiyyo na jaiyyo na Choro ke ye chor ki Ye to uski hai murli Phir dar kahe ka wo Bhawra ye kali Wo bhawra ye kali Wo bhawra ye kali Are kaise aise chal hat ri Kahna na ye bat Kahna na ye bat Gori kisi or se Gori kisi or se Gori kisi or se Jaiyyo na jaiyyo na jaiyyo na Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Jaiyyo na jamuna Pe akeli tum radha Waha kanha fase Waha kanha fase Machli bina kata dor ke Bina kata dor ke Bina kata dor ke Are re re jaiyyo na Jaiyyo na jaiyyo na

More songs from Sati Naari

Jaiyo Na Jamna Pe Akeli Tum Raadha Lyrics - Sati Naari (1965) | Indian Film History