Indian Film History

Saathi Mere Tum Jo Mile Sara Jahan Mere Sath Aa Gya Lyrics

From Sau Din Saas Ke (1980)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:45
Sathi mere oo sathi mere, Sathi mere tum jo bane Sara jaha mere sath Aa gaya, aa gaya Jane jaa oo jane jaa, Sara jaha kuchh bhi nahi Hatho me jo tera hath Aa gaya, aa gaya Pyase pyase mere arma puchhe, Sath nibhega kab tak apna Jab tak dil me Rahe ek bhi dhadkan Jab tak aankho me Rahe ek bhi sapna Har dhadkan bani dulhan, Bani dulhan har dhadkan Liye sapna bhi tu dubara Aa gaya, aa gaya Sathi mere, sathi mere, Tum jo bane, tum jo bane Sara jaha mere sath Aa gaya, aa gaya Bolo bolo mere pran sawariya Rakhoge mujhko Bolo tum kase Milke rahege Hum tum aise Rang mil jaye Rango me jaise Rango ki, umango ki, Umango ki, tarngo ki Liye sath koi barsat Aa gaya, aa gaya Sathi mere oo sathi mere, Sathi mere tum jo bane Sara jaha mere sath Aa gaya, aa gaya Jane jaa oo jane jaa, Sara jaha kuchh bhi nahi Hatho me jo tera hath Aa gaya, aa gaya Aa gaya, aa gaya.

More songs from Sau Din Saas Ke

Saathi Mere Tum Jo Mile Sara Jahan Mere Sath Aa Gya Lyrics - Sau Din Saas Ke (1980) | Indian Film History